Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab - Mujh Ko Baagh-e-Madina Dikha De Lyrics

 Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab - Mujh Ko Baagh-e-Madina Dikha De Lyrics





शहर-ए-मदीना याद आया है, वो भी इतनी रात-गए

'इश्क़-ए-नबी में दिल तड़पा है, वो भी इतनी रात-गए


मेरी आँखें तरसती हैं, या रब !

मुझ को बाग़-ए-मदीना दिखा दे

प्यार से ज़िंदगी देने वाले !

मुझ को प्यारे नबी से मिला दे


कर्बला में हुसैन इब्न-ए-हैदर

हक़ से फ़रमाया ख़ूँ में नहा कर

ताज-ए-शाही यज़ीदों को दे कर

मुझ को जाम-ए-शहादत पिला दे


ले के तलवार फ़ारूक़ घर से

क़त्ल करने चले थे नबी को

पास पहुँचे तो की 'अर्ज़ रो कर

मेरे महबूब ! कलमा पढ़ा दे


तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े

हँस के बोले बिलाल-ए-हब्शी

मैं न छोड़ूँगा दामन नबी का

बे-हया चाहे जितनी सज़ा दे



 Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab - Mujh Ko Baagh-e-Madina Dikha De Lyrics




shahar-e-madina yaad aaya hai, wo bhi itni raat-gae

'ishq-e-nabi me.n dil ta.Dpa hai, wo bhi itni raat-gae


meri aankhe.n tarasti hai, ya rab !

mujh ko baaG-e-madina dikha de

pyaar se zindagi dene waale !

mujh ko pyaare nabi se mila de


karbala me.n husain ibn-e-haidar

haq se farmaaya KHoo.n me.n naha kar

taaj-e-shaahi tazeedo.n ko de kar

mujh ko jaam-e-shahaadat pila de


le ke talwaar faarooq ghar se

qatl karne chale the nabi ko

paas pahunche to ki 'arz ro kar

mere mahboob ! kalma pa.Dha de


tan pe kha kha ke zaalim ke ko.De

hans ke bole bilaal-e-habshi

mai.n na chho.Dunga daaman nabi ka

be-haya chaahe jitni saza de

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Shuja'at Naaz Karti Hai Lyrics

Ajab Rang Par Hai Bahar-e-Madina Lyrics

Dua e Mustafa Hai Hazrate Umar Lyrics